Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLaawaris (1981)
HomeLaawaris (1981)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hey hm hm apni to jaise taise thodi aise ya vaise apni to jaise taise thodi aise ya vaise kat jaayegi aapka kya hoga janaabe aali aapka kya hoga apne aage na peechhe na koi uppar neeche apne aage na peechhe na koi uppar neeche ronewaala na koi ronewaali janaabe aali aapka kya hoga aa aa aa hmm hmm hmm aap bhi meri tarah insaan ki aaulad hain aap mooh maangi duaa hum unsuni fariyaad hain aap bhi meri tarah insaan ki aaulad hain aap mooh maangi duaa hum unsuni fariyaad hain wo jinhen sara zamana samjhe laawaris yahaan aap jaise zaalimon ke zulm ki ijaad hai gaali hozur ki to lagti duaaon jaisi gaali hozur ki to lagti duaaon jaisi hum dua bhi dein to lage hai gaali aapka kya hoga janaabe aali aapka kya hoga aapke maathe se chhalke jo pasina bhi kahin aasmaan hilne lage aur kaamp utthe ye zameen aapka to ye pasina khoon se bhi keemti aur apne khoon ki keemat yahaan kuchh bhi nahin apna to khoon paani jeena marna bemaani apna to khoon paani jeena marna bemaani waqt ki
hmmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hooooooo oooooo oooooooo ik din kisi faqeer ne ik baat kahi thi ab jaa ke dil ne maana maanaa wo baat sahi thi jiska koi nahin uska to khuda hai yaaro jiska koi nahin uska to khuda hai yaaro jiska koi nahin uska to khuda hai yaaro main nahin kehta main nahin kehta kitaabon mein likha hai yaaro jiska koi nahin uska to khuda hai yaaro haan khuda hai yaaro hum to kya haiiiii oooooooo hum to kya hai wo farishton ko aazmaata hai hum to kya hai wo farishton ko aazmaata hai bana kar humko mitaata hai phir banaata hai aadmi toot keeee ooooo oooooo aadmi toot ke sau baar juda hai yaaro jiska koi nahin uska to khuda hai yaaro jiska koi nahin uska to khuda hai yaaro haan khuda hai yaaro kab talak humse oooooooo kab talak humse ye taqdeer bhala ruthegi kab talak humse ye taqdeer bhala ruthegi inn andheron se ujaale ki kiran phutegi ghum ke daaman meinnnn oooo oooo ghum ke daaman mein kahin chain chhupa hai yaaro jiska koi nahin uska to khuda hai
hey hey ye ye ye ye ye ye chaar paise kya mile khud ko samajh baithe khuda wo khuda hi jaane ab hoga tera anjaam kya kaahe paise pe kaahe paise pe itna guroor kare hai guroor kare hai yehi paisa to yehi paisa to apno se door kare hai door kare hai kaahe paise pe itna guroor kare hai guroor kare hai sone chaandi ke oonche mehlon mein dard zyada hai chaen thoda hai dard zyada hai chaen thoda hai iss zamaane mein paise waalon ne pyaar chheena hai dil ko toda hai pyaar chheena hai dil ko toda hai paise ki ehmiyat se to inkaar nahin hai paisa hi magar sab kuchh sarkaar nahin hai insaan insaan hai paisa paisa hai dil humara bhi tere jaisa hai hai bhala paisa to burra bhi hai ye zeher bhi hai ye nasha bhi hai ye zeher bhi hai ye nasha bhi hai ye nasha koyi ye nasha koyi dhoka zoroor kare hai yehi paisa to yehi paisa to apnon se door kare hai door kare hai kaahe paise pe itna guroor kare hai guroor kare hai arre chale kahan ye paise se kya kya tum yahan kharidoge dil
kab ke bichhde huye hum aaj kahaan aa ke mile jaise shamma se kahin lau ye jhilmila ke mileeee kab ke bichhde huye hum aaj kahaan aa ke mile jaise saawan jaise saawan jaise saawan se kahin pyaasi ghata chhaa ke mile kab ke bichhde huye hum aaj kahaan aa ke mile kab ke bichhde kab ke bichhde baad muddat ke raat mehki hai dil dhadkta hai saans behki hai pyaar chhalka hai pyaasi aankhon se surkh honthon pe aag dehki hai hooooo ooooo oooo oooo oooo oooo oooo mehki hawaaon mein behki fizaaon mein do pyaase dil yun mile do pyaase dil yun mile jaise maikash jaise maikash jaise maikash koi saaki se dagmagaa ke mileee kab ke bichhde huye hum aaj kahaan aa ke mile kab ke bichhde kab ke bichhde doooor shehnaayi geet gaati hai dil ke taaron ko chhed jaati hai dil ke taaron ko chhed jaati hai yunnnnn sapnon ke phool yahaan khilte hain yun dua dil ki rang laati hai yun dua dil ki rang laati hai aaaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa barson ke begaane
laaaaaaa lara lara lalaaaaa laa lara lara laraaaaa lala lara lara laaaaa laaaa laaaaa laaaaa mere angne mein are mere angne mein tumhaara kya kaam hai mere angne mein tumhaara kya kaam hai jo hai naam waala are jo hai naam waala wohi to badnaam hai mere angne mein tumhaara kya kaam hai are jiski biwi lambi uss ka bhi bada naam hai jiski biwi lambi haan jiski biwi lambi uss ka bhi bada naam hai kothe se laga doooo are kothe se laga do seedhi ka kya kaam hai kothe se laga do seedhi ka kya kaam hai mere angne mein tumhaara kya kaam hai are jiski biwi moti uss ka bhi bada naam hai jiski biwi moti haan moti haan moti ho moti moti moti jiski biwi moti uss ka bhi bada naam hai bistar pe letaa do are bistar pe letaa do gadde ka kya kaam hai bistar pe letaa do gadde ka kya kaam hai mere angne mein tumhaara kya kaam hai are jiski biwi kaali uss ka bhi bada naam hai jiski biwi kaali haaye are jiski biwi kaali uss ka bhi bada naam hai aankhon mein basaa lo are aankhon mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Apni To Jaise Taise Laawaris (1981) 07:56 12203
 
Poster of Laawaris (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman
Duration : 07:56   Song Number : 12203   

Jiska Koi Nahin Laawaris (1981) 04:15 20681
 
Poster of Laawaris (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rakhi
Duration : 04:15   Song Number : 20681   

Kaahe Paise Pe Itna Laawaris (1981) 05:07 20718
 
Poster of Laawaris (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 05:07   Song Number : 20718   

Kab Ke Bichhde Huye Laawaris (1981) 06:10 20703
 
Poster of Laawaris (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Amitabh Bachchan
Duration : 06:10   Song Number : 20703   

Mere Angne Mein Laawaris (1981) 05:06 20915
 
Poster of Laawaris (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 05:06   Song Number : 20915